Aloe Vera Se Rang Gora Karne Ka Tarika In Urdu Hindi Language

Aloe Vera Se Rang Gora Karne Ka Tarika In Urdu Hindi Language


aloe vera se rang gora karne ka tarika


aloe vera se rang gora karne ka tarika: Friends! Agar aap ko hamari khidmat pasand aa rhi hain to dair mat karen uper diye gay allow button per click karen ta ke aap ko hamari new updates milti rahen. Main hon dilkash or welcome karti hon aap ko dilkash beauty tips mai or umeed karti hon aap log khariat se honge. Chalty hain apne topic ki taraf jo ke hai "aloe vera se rang gora karne ka tarika"
Aj kal ke door me rang gora karna har kisi ka khawab hai har koi chahta hai ke khoobsurat nazar ay chahe wo orat hai ya mard. Is liye hum aap ko aaj baten ge 'aloe vera benefits for skin' Is ke lia loog hazaron to kia lakhon bhi kharch karne ko tyar hain or aj kal to injections bhi aa chuke hain rang gora karne ke liye. Aisi cheezon se rang to gora ho jata hai per insan androni toor pe kafi bimariyon ka shikar ho jata hai rang gora karne ke liye agr gharelu totkay instmal kiye jain to is se rang bhi gora hoga or insan kisi kisam ke side effects ka shikar bhi nahi hoga is liye aaj hum aap ke liye ly kar aain hain aloe vera se rang gora karne ka tarika.

aloe vera se rang gora karne ka tarika in urdu hindi


Injections ya dusri madical surgeries se rang to gora ho jata hain per yeh rang gora karne ka tarika sahi nahi hai yeh waqti tor per aap ko gora kar deta hai aap ko achi or good looking bana deta hai magar kuch time ke baad apko skin ki bohat si bimariyon me mubtalah bhi kar deta hai or is tarha ki cheezon ko bilkul istmal na karen balke qudarti or gharelu nuskhe istmal karen is liye aaj hum aap ko baten ge aloe vera uses for face. Gharelu totkay jo aap use karty hain in ka result thora dair se ata hai magar dair tak rahta hy or koi side effects nahi hoty inke.
Chalain hum aap ko ab mass banana sikhate hain

rang gora karne ka tarika in urdu


Tarika istmal

1 aloe vera ka mass banane ke liye aap ko chaey hongi
2 Aloe vera ka goda aik khane ka chamach
3 Zaitoon ka tail aik chothai chai ka chamach
4 Badam ka tail aik chothai chai ka chamach

In tamam ajza ko achi tarha mix kar lain face pe lagane se pahle face ko achi tarha dhoo kar khushk kar lain ab is mass ko face per laap karen or 30 minutes tak laga rehne dain is ke baad taza pani se face wash kar lain is mass ko hafte me 3 se 4 baar istmal karen pahle he hafty me rangat itni gori hogi ke har koi poche ga ke aap chahre per kia lagate hain aik month ke istmal se chahra inthai khoobsoorat daag dabon se paak or jild inthai naram hogi. Aloe vera chahre per pimples banne se bhi rokti hai or skin ko glow karti hai ziatoon or badam ka tail bhi skin ke liye bohat acha hai or rang ko gora karta hai or skin ko naram o mulaeem banata hai

So friends yeh thi hamari aaj ki asaan si beauty tip aloe vera se rang gora karne ka tarika. hum umeed karte hain aap ko pasand aai hogi or aap is se faida zaror hasil karen ge.

Hum aap ke liye raguler beauty tips le kar aate rahte hain jaise aaj hum ne aap ko bataya aloe vera se rang gora karne ka tarika and aloe vera gel benefits. Or is se pahle hum aap aap ko bataya tha doodh se rang gora karne ka tarika, or baal lambe karne ka tarika.

Agar aap ko yeh beauty tip achi lagi to isko aone doston ke sath share karen.

Post a Comment

0 Comments