Top 4 Beauty Tips In Urdu For Face By Dilkash Beauty Tips
Top 4 Beauty Tips In Urdu For Face By Dilkash Beauty TIps: Hello friends I am dilkash welcome to dilkash beauty tips in Urdu Hindi language dosto aaj Hum Aapke saath top 4 beauty tips share Karenge jis mein aapki tamam problems ka Hal hoga jo bhi beauty ke Hawale se pai Jati hain aaj ka hamara topic hai "beauty tips in Urdu for face". Dosto Dilkash duty platform ko Kaun Nahi Janta dilkash beauty tips Ek Jana Mana platform hai beauty tips ke Hawale se yahan hum aap Ke Liye jo bhi beauty tips Le kar Aate Hain unki aik khaas baat yeh hoti hai ke wo sari tips qudari cheezon se tyari ki jati hain or camicals se paak hoti hain camicals se paak hone ki waja se unka koi side effect nahi hota. Aaj bhi jo hum apko beauty tip hum aap ko batain ge wo camicals se paak hai iska bhi koi side effect nahi hai.
Dosto in beauty tips ko hum Khud Aasman chuke hain iSI Liye Hum Chahte Hain k Hum yeah beauty tips aap logo ke sath share kare aapko bhi in tips savese fayda zaroor Milega agar aap ka Chehra dal paratha ja raha hai chehre Pe Koi glow nahi hai kala Pan aa gaya hai toh aapko in mai se jo bhi tip achi lagi aap us ko aik baar zaror istmal kar ke dakhain aapko fayda zror mile ga. To Chalun Dosto Shuru karte hain 'beauty tips in urdu for face'
Beauty Tips In Urdu For Face Tip 1
Dosto skin whitening and brightening ke liye aapko 1 face pack taiyar karna hai jis Ke Liye aapko 2 Se 3 chammach dahi leni hai ek Se 2 se chamach honey add karna hai or kuch beegy huy badam pees kar is me add karne hain or is face pack ko bana kar aap ko ise apne face per lagana hai face pack ko tab tak Apne Chehre par Laga Rehne De jab tak Woh khushk Nahi Ho Jata Ab aap apne Chehre ko pani Se dho Lijiye yeh tip aapko hafte Mein 2 se 3 bar istmal karna hai aisa karne se aap ke chahre per chamak aygi or apka chahra white hone lagy ga.
Beauty Tips In Urdu For Face Tip 2
Is mai bhi aapko Ek face pack taiyar karna hai isme aap ko chahiye 2 chammach kheere ka juice 2 chammach lemon ka juice ek chammach milk doodh yani aap yahan per cacha doodh istmal karain gy in 3 cheezon ko app aik bartan me dal kar mix kar lain gy or us ke baad app cotton ball ki help se apne face per lagain ge 10 se 15 mint aise he laga rahne dain or is ke baad dhandy pani se apne face ko dho lain. aisa karne se apke face per jo gard o gubaar jama ho jati hai wo remove ho jaigi sath aap ki skin per jo dark spots ke jo problems hain wo bhi theek hon jain ge kiyon ke is me hum ne kheera or lemon use kia hai to isko bhi ap hafte me 3 se 4 baar zaror istmal karen.
Beauty Tips In Urdu For Face Tip 3
is tip mai hum aap ko aik or face pack bata rahen hain yeh hum ne bohat bar logo ko suggest kia hai or bohat ache results aay hain yeh bohat zyada effective hai apko iska result aik he hafte me nazar aane lagy ga is ke lia aapko chaey hoga santary ke cheelky ka powder yani oringe wheel powder 2 chamach or 1 chamach lana hai aap ko kacha doodh or inko mix kar ke paste ban ligiye or apne face per laga ligiye jab tak yeh kushk na ho jay apko isy remove nahi karna or jb yeh khushk ho jay to ap apne chahre ko dhandy pani se dho ligiye yeh tip ap rooz use karen isko koi side effect nahi hai 5 se 6 hi din me aap ko khud farq nazar aane lagy ga
Beauty Tips In Urdu For Face Tip 4
Ab jo face pack hum aap ko bata rahen hain yeh sab se easy face pack hai isko use karne se agar apko tonic ki problem hai to wo theek ho jygi skin pe dead cells aa jaty hain wo bhi theek ho jain ge or apki skin ko yeh face pack banata hai brighter healthy or glowning face is me apko kia karna hai 2 chamach dahi lani hai or us me 1 chutki haldi add karni hai or smiply aap ko isy mix kar ke apne face pe laga lana hai or 15 mint baad thandy pani se chahra dho lana hai aisa aap rooz karain or apko 2 se 3 din me nazar aane lagy ga ke aap ka chahra soft ho gaya hai smooth ho gya hai or fair hone laga hai kiyon ke dahi mai lactic acid hota hai jo hamare face ko fair banane me help karta hai
Dosto in se tips ko use kar ke aap ki skin bohat zayada smooth soft healthy ho jaygi. Agar aap ko aaj ka hamara topic "beauty tips in Urdu for face" pasand aya hai to isko apne doston ke sath zaror share karain.
Also Read: home remedies in pink lips in 15 days
Also Read: Rang Gora Karne Ka Tarika
Note: Hum aap ke liye is tahra ke bohat se topics le kar aate hain or aap niche comment section me comment kar ke bhi hum se beauty tips le sakte hain.
Related Search
beauty tips for face at home, beauty tips in urdu for face whitening, beauty tips of face, homemade beauty tips for face,
0 Comments